Gmail account kaise bnaye
Hello dosto,
"techWorlds" me apka swagat hai aur mai apka swagat bde hi swag k sath krta hu, dosto aaj hm ye sikhenge ki hm gmail ya google mail account kaise bnate hai. Ques:- Kya aap jante hai ki hm gmail account kyu bnate hai? Ans:- Hum apna gmail (google) account apne messages, information, docs ya apne improtant files ya pics ( images, jpg file, etc.) ko secret tarike se bhejne k liye use krte hai. Dosto kya apko pta hai ki gmail account ko Paul Buchhiet ne karib 14 years pehle 1 April, 2004 ko bnaya tha jo ki ek secretly apne messages dusro tk convey(pahuchane) k liye use kiya jata tha. Agar apme ya hmme se koe computer ki languages k bare me janta hai ki apps, programs ya phir application kaise bnaye ya taiyar kiye jate hai, to wo Javascript k bare me bhi jarur janta hoga. To mai apko btata chalu ki Gmail ek aisa application hai jiska backend Javascript se aur other area Ajax nam ki language se bnaya gya hai, jise ki koe bhi person ekdm aaram se use kr skta hai, aur ekdm confident ho kr isme apne personal messages store kr skta hai ya send bhi kr skta hai.
- Kya aap jante hai ki gmail aaj k time me network communication ka ek bhut important part ban gya hai jo ki ek bhut truthpart hai IT aur Communication Technology ka.
- Kya aap jante hai ki 2018 ki calculation me ye pta chala tha ki is samay gmail account ko use krne wale total 1.4 billion people hai.
- Kya aap jante hai ki gmail hme full privacy deta hai hmara kam krne aur kisi bhi important data ko store krne aur send krne k liye.
- Kya aap janta hai ki jb gmail newly invent hua tha to wo only 1 gigabytes data provide krta tha apne users ko work krne k liiye, aur jaise jaise gmail k users badhte gye unke demand aur needs k aveage me gmail ne apni policy ko update kiya aur us 1gb ko exceed kr k 15 gigabytes tk badha diiya hai hr 1 single user k liye.
- Kya aap jante hai ki user one time me sirf 25 megabytes data hi receive kr skta hai.
- Kya aap jante hai ki gmail hme commercial registration ki suvidha provide krwata hai.
- Agar hme ya kisi ko bhi gmail account use krna hai to hme sabse pehle ek individual registration kr k ek personal account set up krna hota hai.
- Kya aap jante hai ki hm sirf hindi, english me hi ni balki 72 different languages me gmail use kr skte hai.
- Kya aap jante hai ki gmail user ko apne account me login krne k liye two-step verification krna hi pdta hai.
- Kya aap jante hai ki gmail ek webmails ka type ka program hai.
- Kya aap jante hai ki Paul Buchhiet, ne jb is project ko start kiya tha to is project ka name Caribou rakha tha.
- Kya aap jante hai ki November 2006 mai Google ne mobile phones k liye bhi Java-based program bna kr market me launch kr diya tha.
Gmail(google) account bnaye in simple steps ko follow kr k:
Jaisa ki hm sabhi log jante hai ki aaj k time me gmail ki bhut importance hai. Sabhi people apne personal use, business se related work ya office use ki information ko secret tarike se ek dusre se share krne k liye ya apne personal clients, friends ya employees ki acchi serving ya privacy sharing aur apne information ki caring k liye aur use aur people ko higher response dene k liye use krte hai aur apne business work ko build krne aur information ko privacy me rakhne k liye use krte hai.
Gmail account bnane k liye in steps ko follow kre:
- Google homepage pr jaiye, ya www.gmail.com jaiye.
- Page open hone k bad aapse jo information puche use fill kr dijiye. (Direct gmail create ą¤ą¤°ą„ą¤)
- Apna First Name name panel me fill kre aur last name panel me write kre.
- Iske bad, aap sari entries fill krne k bad aap next pr click kre, aur phir google apko apne email address k liye khega, agar aapka diya hua gmail available nhi hoga to google bhi apko ek address provide krega.
- Gmail address fill krne k bad password wo hi dale jo aapko acche se yaad rhe. aur phir next pr click kre.
- Iske bad sari details fill krne k bad aap submit button pr click kre , aur apka gmail account ban jayega.
Comments
Post a Comment